Wednesday, July 13, 2011

{ Marathi kavita } Urdu shayari about love

 

Urdu shayari about love

Nazar jab mili to fasaane hue, Ek pal mein hum aapke deewane hue, Jab se aaye hain aap hamari zindegi mein, Andaaz hi hamare kuch shairana hue

Tere Bina hum jeena bhool jaate hain… Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai humain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.

Jhuki huyi najro se izhaar karr gaya koi Hume khud se begana karr gaya koi Youn to honto se kahaan nehi kuchbhi Padh aankhon se lafz bayan karr gaya koi.

Na to yaado ko yaad rakhte hain Na hi sapno ko saath rakhte hain Hum to buss unko yaad rakte hain Jo hamein dil ke pass rakhte hain

Hum is qadar tum per mar-mitain-ge, Tum jahan dakhoge hum hi tumhain dikhenge, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,

Mere pyaar ka hisaab jo lagao gi, To mere pyar ko be-hisaab pao gi, Paani k bulbule sa hai mera pyar, Zara si thes lagi to dhundte reh jao gi.

Panchi keh rahey hain k hum chaman chor denge, Sitare keh rahey hain ki hum gagan chor denge,

Agar tere ishq me main mar bhi jaun aye sanam, Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge

Main apna aj apna kal tumhare nam karte hain, main apne jeevan ke her ek pal tumharay naam karte hain, Samait sakoge na jise tum qayamat tak, Qasam tumhari tumhain itna pyar karte hain.

Mohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kertey hum apni mohabbat ko yun ruswa nahi kertey jo paas aa baithay usey dil se chahtey hain jo uth ker chala jaye usey roka nahi kertey!

Hichkion ka aana ye batata hay, Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay, Dil nahi samajhta magar ye to such hay, Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..

Teri har ada mohabbat si lagti hai Ek pal ki judayi sadiyoun si lagti hai Pehle nahin socha tha ab sochne laga hoon Zindagi ke har lamhe mein teri zaroorat si lagti hai

Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz

"I LOVE YOU"

A cute love sms Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain

Dosti karna hamain bhi sikhado zara, Us dil k konay mein hum ko bhi bithado zara, Hum tumharay dil mein hain k nahi, Zuban say na sahi sms se to batado zara.

Aap ki DOSTI ka sila her haal main denge, Koi maange yeh DOSTI to usay taal denge. Agar dil ne kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal denge.

Khushiyon ka ek sansaar leke ayenge, patjhar mei bhi bahar leke ayenge, jab bhi pukaroge pyar se hame, maut se bhi saansen udhar leke ayenge…!

The information contained in this electronic message and any attachments to this message are intended for the exclusive use of the addressee(s) and may contain proprietary, confidential or privileged information. If you are not the intended recipient, you should not disseminate, distribute or copy this e-mail. Please notify the sender immediately and destroy all copies of this message and any attachments contained in it.

 

__._,_.___
Recent Activity:
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------Group Policies (Amended March 04, 2007)

1) All mails are subjected to moderation. This may cause some trivial delay in posting your mails. Please bear with us.

2) Please do not post any advertisements (matrimonial ads, mails publicizing other groups etc.) on this group.

3) Please be cautious while sending any attachments or forwards. When you send forwards, we request you to retain only the relevant content of the mail, which you are forwarding. Also edit the subject giving a proper subject to the mail discarding unwanted matter. This will make the mail neat and legible.

4) Appreciation of mails sent by members should be directed to the senders personal email address and not on the group.

5) Not all forwards will be approved. Only forwards with some novelty will be approved. To give an example, forwards containing PowerPoint slides. Some slides contain only sceneries, pictures of cute dogs/ cats, babies, mountains, flowers etc. Such forwards will not be approved.
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.